Roman script

Dum bhar jo udhar mūh phere
Dum bhar jo udhar mūh phere, O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngī bātẽ hazār kar lūngī

Dum bhar jo udhar mūh phere, O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngī bātẽ hazār kar lūngī

Dil kartā hai pyār ke sajde

Dil kartā hai pyār ke sajde

Aur mai bhī unke sāth

Chānd ko chandā roz hī dekhe

Merī pahalī rāt ho merī pahalī rāt

Bādal me ab chhup jā re O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngī bātẽ hazār kar lūngī

Dum bhar jo idhar mūh phere

Dum bhar jo idhar mūh phere, O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngā nazarẽ to chār kar lūngā

Mai chor hūn kām hai chori

Mai chor hūn kām hai chori

Duniyā me hūn badnām

Dil ko churātā āyā hūn mai

Ye hī mera kām, ho ye hī mera kām

Ānā tu gavāhī dene O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngā nazarẽ to chār kar lūngā

Dil ko churāke kho mat jānā

Dil ko churāke kho mat jānā

Rāh na jānā bhūl

In kadamoṁ se kučhal na denā

Mere dil kā phūl ho mere dil kā phūl

Ye bāt unheṁ samjhā de O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngī bātẽ hazār kar lūngī

Dum bhar jo udhar mūh phere, O chandā ā ā

Mai unse pyār kar lūngā nazarẽ to chār kar lūngā

Dum bhar jo udhar mūh phere

हिंदी में गीत

दम भर जो उधर मुँह फेरे
दम भर जो उधर मुँह फेरे, ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूंगी बातें हज़ार कर लूँगी

दम भर जो उधर मुँह फेरे, ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूंगी बातें हज़ार कर लूँगी

दिल करता है प्यार के सजदे

दिल करता है प्यार के सजदे

और मैं भी उनके साथ

चाँद को चन्दा रोज़ ही देखे

मेरी पहली रात हो मेरी पहली रात

बादल में अब छुप जा रे ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूंगी बातें हज़ार कर लूँगी

दम भर जो इधर मुँह फेरे

दम भर जो इधर मुँह फेरे, ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूँगा नज़रें तो चार कर लूँगा

मै चोर हूँ काम है चोरी

मै चोर हूँ काम है चोरी

दुनिया में हूँ बदनाम

दिल को चुराता आया हूँ मैं

येही मेरा काम, हो येही मेरा काम

आना तू गवाही देने ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूँगा नज़रें तो चार कर लूँगा

दिल को चुराके खो मत जाना

दिल को चुराके खो मत जाना

राह न जाना भूल

इन कदमों से कुचल ना देना

मेरे दिल का फूल हो मेरे दिल का फूल

ये बात उन्हें समझा दे ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूंगी बातें हज़ार कर लूँगी

दम भर जो उधर मुँह फेरे, ओ चन्दा आ आ

मै उनसे प्यार कर लूँगा नज़रें तो चार कर लूँगा

दम भर जो उधर मुँह फेरे

Explore this song