Roman script

Tera aur mera rishta hai aashmani

Sikwe zameeni bewajah

Duniya sunegi ik dooje ki zubaani

Apne dilon ki daastan

Boond sa main hua

Aur bani tu ghataa

Haan main hoon tujh sa

Aur hai tu mujh sa

Kaisi bhi ho ye doori

Dete hai na manzori

Humne kiya hai wada

Saath ka har dafa

Kaisi bhi ho ye doori

Dete hai na manzori

Humne kiya hai wada

Saath ka har dafa

Wade iraade shartein hai aajmani

To phir hai kya faayda

O jaane anjaane humne yeh baat maani

Kyu na jiye bakaayda

Main hua tinke sa

Aur bani tu hawa

Behte hai dono

Rehte hai dono

Kaisi bhi ho ye doori

Dete hai na manzori

Humne kiya hai wada

Saath ka har dafa

Kaisi bhi ho ye doori

Dete hai na manzori

Humne kiya hai wada

Saath ka har dafa..

Explore this song