Roman script

kaise, kaise main kahu

dard kaisa hai, kya main kahu 

aankhen dhundhe kisi ko

dhundhe, dhundhe apno ko

door door koi nahi

lekin teri or dil badal raha hai

teri or kaun jhuk raha hai

roshni tu chaand mein

tu hi hai wo taara

ho gaya hai raato ka savera

andhere, andheri raato mein

kho gaya hu main

apni hi baaton mein

dhundhle ho gaye hai 

khaab mere ab so gaye

door door koi nahi

lekin teri or dil badal raha hai

teri or kaun jhuk raha hai

roshni tu chaand mein

tu hi hai wo taara

ho gaya hai raato ka savera

Explore this song