Roman script

when i hold you close my baby

and you say you love me maybe

i get a feeling life is gonna be alright

i wanna be with you all my life

i wanna be with you all my life

khamoshiyan dil ki

honthon pe hai chhalki

sun le zara ehsaas mera

main ho gayi teri

main sajda karoon

hai khuda sa tu

aankhon ki duaa

tu ho rubaroo

mujhko bahon se bandh le

mit jane de yeh fasle

rakh le mujhko tu sath mein sada

mera ishq chala hai saath tere

mera ishq chala hai saath

tu ban gayi meri yaad

to rab to maangu aur kya

mera ishq chala hai sath tere

mera ishq chala hai sath

tu ban gayi meri yaad

to rab to mangu aur kya

all i need is love

and all we need is time

running to you baby

give mee all you want

give mee all you can

take mee to your heart my lady

jane lagi hai lakeer ye

mere hath se tere hath mein

ab to kategi ye umar

tere sath mein, tere sath mein

main sajda karoon

kyun parda karoon

aankhon ki duaa

tu ho rubaroo

mujhko baaho se bandh le

mit jane de ye fasle

rakh le mujhko tu saath mein sadaa

mera ishq chala hai sath tere

mera ishq chala hai sath

tu ban gayi meri yaad

to rab to maangu aur kya

mera ishq chala hai sath tere

mera ishq chala hai sath

tu ban gayi meri yaad

to rab to mangu aur kya

Explore this song