Jhuka Jhuka Ke Nazar Yun Uthayi Jati Hai - झुका झुका के नज़र यूँ उठाई जाती है lyrics by Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Jhuka Jhuka Ke Nazar Yun Uthayi Jati Hai - झुका झुका के नज़र यूँ उठाई जाती है
Artist:Mohammed Rafi
Album:Mere Sartaaj
Year:1975
Genre:song
Lyricist:Mehboob Sarvar
Music Director:Ravi

Lyrics

jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai 
ke jaise shama bhujakar jalai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar 
zaban jalti hai jiske bayan karne se 
zaban jalti hai jiske bayan karne se 
wo dasta to nazar se sunai jati hai 
wo dasta to nazar se sunai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar 
anokhi bat hai karti hai aur bhi ruswa
anokhi bat hai karti hai aur bhi ruswa
dilo me jitni mohabbat chhupai jati hai 
dilo me jitni mohabbat chhupai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar 
ye log dekhenge kaise dhua mohabbat ka
ye log dekhenge kaise dhua mohabbat ka
ye aag wo hai jo dil me lagai jati hai 
ye aag wo hai jo dil me lagai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar 
churake dil ko mere muskura ke kahte hai 
churake dil ko mere muskura ke kahte hai 
churane wali har ek shay churai jati hai 
churane wali har ek shay churai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar 
zamana kyu hai mohabbat ke nam ka dushman
zamana kyu hai mohabbat ke nam ka dushman
ye chij wo hai jo har dil me pai jati hai
ye chij wo hai jo har dil me pai jati hai
jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai 
ke jaise shama bhujakar jalai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar yu uthai jati hai 
jhuka jhuka ke nazar
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details