Roman script

dekho ye diwana, dekho ye diwana

roj ek kahani, roj ek fasana sunana chahta hai

dekho ye diwana, dekho ye diwana

roj ek kahani, roj ek fasana sunana chahta hai

aashiki ki bate, aashiki ki bate, mujhe

suna suna ke jaal me ye apne fasana chahta hai

dekho ye diwana

daawa ye kar raha ke jaanta hai mujhko

so saal se ye jaise pachanta hai mujhko

daawa ye kar raha ke jaanta hai mujhko

so saal se ye jaise pachanta hai mujhko

hawaye ishq isko nayi nayi lagi hai

hawaye ishq isko nayi nayi lagi hai

mujhe bhi is hawa mai udana chahta hai

dekho ye diwana, dekho ye diwana

roj ek kahani, roj ek fasana sunana chahta hai

dekho ye diwana

hai shama ki tamnna to jal ke bhi dikhaye

jab haal-e-dil sunaye, aankho me khun laye

hai shama ki tamnna to jal ke bhi dikhaye

jab haal-e-dil sunaye, aankho me khun laye

ye beesvi sadi ka aashiq ajib dekha

ye beesvi sadi ka aashiq ajib dekha

jo rang muft me hai jamana chahta hai

dekho ye diwana, dekho ye diwana

roj ek kahani, roj ek fasana sunana chahta hai

dekho ye diwana, dekho ye diwana

Explore this song