Roman script

ibn ae mariyam hua kare koi 

ibn ae mariyam hua kare koi 

ibn ae mariyam hua kare koi 

haye mere dukh ki dawa kare koi

ibn ae mariyam hua kare koi 

chaal jaise kadi kaman ka teer

chaal jaise kadi kaman ka teer

haye dil me aise ke ja kare koi

ibn ae mariyam hua kare koi 

rok lo agar galat chale koi

rok lo agar galat chale koi

haye baksh do agar khata kare koi

ibn ae mariyam hua kare koi 

jab tavok hi uth gayi galib

jab tavok hi uth gayi galib

haye kyu kisi ka gila kare koi

ibn ae mariyam hua kare koi

Explore this song