Roman script

dekh kar aapki jawani ko

dekh kar aapki jawani ko

aarzooye sharaab hoti hai 

roz tauba to todta hoon main

roz niyat kharaab hoti hai 

tauba tauba tauba tauba

tauba tauba karta chal 

bhyi karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

bhyi bharta chal 

apna kaam bhi karta chal 

allah se bhi darta chal

tauba tauba

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

apna kaam bhi karta chal 

allah se bhi darta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

ye duniya hai rain basera 

yahaan naa kuch tera naa mera 

ye duniya hai rain basera 

yahaan naa kuch tera naa mera 

main se agar khuda milta hain 

main se agar khuda milta hain

main se jeewan bharta chal

tauba tauba

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

apna kaam bhi karta chal 

allah se bhi darta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

din me odh le dharm ki chaadar

raat ko bharle may se gaagar

din me odh le dharm ki chaadar

raat ko bharle may se gaagar

khud pee aur yaaro ko pila

khud pee aur yaaro ko pila

nek kaam bhi karta chal

tauba tauba

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

apna kaam bhi karta chal 

allah se bhi darta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

raam naam ka karle jaap

dhole madira me sab paap

raam naam ka karle jaap

dhole madira me sab paap

yaaro ke khali paimaane

yaaro ke khali paimaane

apne pyar se bharta chal 

tauba tauba

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

apna kaam bhi karta chal 

allah se bhi darta chal

tauba tauba

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal 

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal

tauba tauba karta chal 

khali jaam ko bharta chal

Explore this song