Roman script

khudara na yu dil todo

ladakpan ki ye zid chhodo

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

agar tum chand se mathe pe apni

julf lehara do to mera dil dua dega

agar apni kamar ko ek jara hole se lachaka do

jo mangogi khuda dega

khuda ne hi jawani di

jawani ka na hak chhino

jawa ho mashaallah tum jawa ho 

mashaallah tum jawa ho

suna to hoga tumne zindagi ek baar

milti hai, dobara mil nahi sakti

jawani ki kali bhi umar me 

ek baar khilti hai

dobara khil nahi sakti

mohabbat ke yahi din hai

mohabbat ko na thukarao

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

agar hotho pe nagme aa

rahe hai, rokti kyu ho

ye nagme ruth jayenge

koi dil leke pichhe aa raha hai

tokti kyu ho, ye mauke phir na aayege

bulawa meri baho ka 

chalo manjur bhi kar lo

jawa ho mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

mashaallah tum jawa ho

Explore this song