Kaun Jane Re Baba - कौन जाने रे बाबा lyrics by Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Album: | Jawani Ki Hawa |
| Year: | 1959 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Shailendra |
| Music Director: | Ravi |
Lyrics
kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai duniya me peer parai re kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai kiske aage rona roye har koi thukraye taras na khaye taras na khaye kiske aage rona roye har koi thukraye dar dar bhatak rahe hai dekho dil ka dard chupaye ho bhaiya dil ka dard chupaye o babu dil ka dard chupaye sawan ki andhi duniya ko kuch na pade dikhai re kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai sabke chume kadam sabhi ke aage shish jhukaya sabke chume kadam sabhi ke aage shish jhukaya ek roti ne kuch mat pucho kaisa nach nachaya re bahiya kaisa nach nachaya such kehte hai log ye papi pait bada harjai re kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai gudiya bhi apne sapne me na aai kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai kaun jane re baba duniya me peer parai
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Jawani Ki Hawa
- Composer: Ravi
- Lyricist: Shailendra