Raaz Sine Me Mohabbat Ka - राज़ सीने में मोहब्बत का छुपाए रखना राज़ सीने में lyrics by Talat Mahmood, Lata Mangeshkar

Table of Contents: Lyrics
Raaz Sine Me Mohabbat Ka - राज़ सीने में मोहब्बत का छुपाए रखना राज़ सीने में
Artist:Talat Mahmood, Lata Mangeshkar
Album:Hum Hain Raahi Pyar Ke
Year:1960
Genre:song
Lyricist:Jan Nisar Akhtar
Music Director:Khayyam

Lyrics

raaz sine me mohabbat ka chhupaaye rakhna
raaz sine me
sama jo dil me jalaai hai jalaye rakhna
sama jo dil me
dil ke jajbat nigaho me khiche aate hai
dil ke jajbat nigaho me khiche aate hai
kitna dushwar hai nazro ko jhukaaye rakhna
kitna dushwar hai 
aaj to husn ka ji bhar ke nazara kar le
aaj to husn ka ji bhar ke nazara kar le
julf apni jara chehre se hataaye rakhna
julf apni jara
dil dhadakta hai nazar yu na milao hamse
dil dhadakta hai nazar yu na milao hamse
pyar ko pyar ki aadab sikhaye rakhna
pyar ko pyar ki
samne tum ho to kyu hosh rahe duniya ka
kya kayamat hai ye daman ko bachaye rakhna
kya kayamat hai
raaz sine me mohabbat ka chupaye rakhna
raaz sine me
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details