Bheegi Bheegi Fiza - भीगी भीगी फिजा lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Bheegi Bheegi Fiza - भीगी भीगी फिजा
Artist:Asha Bhosle
Album:Anupama
Year:1966
Genre:song
Lyricist:Kaifi Azmi
Music Director:Hemant Kumar

Lyrics

bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
zulfen udati hai, kushbu churati hai
pagal chanchal mast hawa 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
koyal ban mein bole, nas nas mein ras ghole 
koi natakhat jaise ghunghat chori chori khole 
koi aya nahi, bhaya nahi, kiska saya sath chala 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
zulfen udati hai, kushbu churati hai
pagal chanchal mast hawa 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
pal pal jhonka aye, anchal sarka jaye
pal pal jhonka aye, anchal sarka jaye
tan man mera jivan mera dhire dhire gaye 
dekho dekho hansi, dil ki kali dil mein aisa dard utha 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
zulfen udati hai, kushbu churati hai
pagal chanchal mast hawa 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
hansate hain diwane, banate hain afsane 
dil ki baten dil ki ghaten kaise koi jane 
mujhe roko nahi, toko nahi, main ne rasta dhoondh liya 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
zulfen udati hai, kushbu churati hai
pagal chanchal mast hawa 
bhigi bhigi fiza san san san ke jiya
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details