Roman script

zindagi vo kya na pyar jisme ho sath agar ho sathi dil ka 

maza safar me hai zindagi vo kya na pyar jisme 

ho sath agar ho sathi dil ka maza safar me hai

akele tum ho akele hum hai akele tum ho akele hum hai

sath agar ho sathi dil ka maza safar me hai

zindagi vo kya na pyar jisme ho sath agar ho sathi dil ka 

maza safar me hai akele tum ho akele hum hai

sath agar ho sathi dil ka maza safar me hai

ho ja ho ja aaye dil kisi  ka ho ja kisi ka ho ja

jaha bhi dekhe ankha ki masti me kho ja 

hai pyar ki fursat kitni bas rat jawa hai jitni

akele tum ho akele tum ho akele hum hai akele hum hai

bat na le kyu aaps me jo dard jigar me hai

zindagi vo kya na pyar jisme ho sath agar ho sathi dil ka 

maza safar me hai sehmi sehmi kyu hai dhadkan

dil ki mai na janu pad na gai ho ankh kisi katil 

ki mai na janu jab chal jata hai jadu fir dil

par kaisa kabu akele tum ho 

akele hum hai hotho par bhi le aao jo bat nazar 

me hai zindagi vo kya na pyar jisme 

ho sath agar ho sathi dil ka maza safar me hai

akele tum ho akele hum hai akele tum ho akele hum hai

Explore this song