Roman script

zindagi me kya maza hai ishk karke dekh le 

bekhudi hai ye nasha hai ishk karke dekh le 

sar pe jawani aayi hai ik masti si chayi hai 

aankhe sharabi ho jati hai rate gulabi nazar aati hai 

aankho se neend ud jati hai 

chahat ki khushbu lehrati hai 

chadta hai sar jadu hota hia dil bekabu 

chadta hai sar jadu hota hia dil bekabu 

khubsurat si adaa hai ishk karke dekh le 

zindagi me kya maza hai ishk karke dekh le 

bekhudi hai ye nasha hai ishk karke dekh le 

aish karne ke din hai is jawani ka maza lena hai 

aaj hi sab hai yaha seedha 

ane wala kal kisne dekha kal hai dekha 

jo dil me hai kar lo na ye sama bada ldo na 

jo dil me hai kar lo na ye sama badal do na 

kya kayamat kya bala hai ishk karke dekh le 

zindagi me kya maza hai ishk karke dekh le 

bekhudi hai ye nasha hai ishk karke dekh le

Explore this song