Roman script

sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan

bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan

ishq apni had se jaa pahucha kahaan

ishq ki agan mein jal rahi hai samaa

sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan

bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan

hum bhi yahin tum bhi yahaan kyun hai duriyaan

sharmo haya chilman hai ye apne darmiyaan

waqt hai kaafir bada na isko tu na gawaa

ishq ki agan mein jal rahi hai samaa

sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan

bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan

hum kho gaye ek ho gaye kaisa ye milan

parwane tak jaa pahuchi hai shamaa ki jalan

bujh jaayegi ab ye shamaa reh jaayega dhuaan

ishq ki agan mein jal rahi hai shamaa

sili sili sargoshi mein armaan hai rawaan

bhini bhini madhoshi mein raat hai jawaan

Explore this song