Roman script

khila khila tha samma 

jab pyar hua tha hamko

aur achnak kale badal yu cha gaye

dundali hui duniya bikhare sapne

aur nahi ab sehna

aur nahi ab chalna

kab mai ha mai udd jau

dur kahi dur dur kahi

ek ujhala aasamn me fir chaya

hamare bache ne maine sab paya

par khushiya bhi hai ek maya

mitta fir se vo saya

laut aaya vapas vo sunapan

kya ant hoga is agniprikasha ka

dil chahe ham sath rahe hardam

na jane puri kab hogi ye aasha

aur nahi ab sehana

aur nahi ab chalna

kab mai ha mai udd jau

dur kahi dur dur kahi

dur kahi dur dur kahi

Explore this song