Roman script

zindgi ki raat me samma jalane ki saja

zindgi ki raat me samma jalane ki saja

umr bhar rona hai ek pal muskurane ki saja

zindgi ki raat me

saikdo nagme hain dil me fir bhi beaawaj hu 

waqt ke haatho me tuta hua ek saaj hu 

ghut ke marna hai jahan me gungunane ki saja 

zindgi ki raat me samma jalane ki saja

zindgi ki raat me 

is jahan me dosto aur pyar jiska naam hai 

is jahan me dosto aur pyar jiska naam hai 

ek sapno ka sabera ek gam ki shaam hai 

humne paai gair ko apna banane ki saja 

zindgi ki raat me samma jalane ki saja

umr bhar rona hai ek pal muskurane ki saja

zindgi ki raat me

Explore this song