Roman script

zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga

haay zindagi badli

dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga

haay zindagi badali

zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga

haay zindagi badli

sach to ye hai dil ke haatho apni kismat ban gai

apni kismat ban gai

dil ke haatho ye muqaddar thokare khane laga

dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga

haay zindagi badli

zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga

haay zindagi badli

aaj kitana apne munh par ek dil ko naaz hai

ek dil ko naaz hai 

ek dil apne kiye par aap pachhatane laga

dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga

haay zindagi badli

zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga

haay zindagi badli

dil ke tukade ho gaye har saans tadpane laga

haay zindagi badli

zindagi badli mohabbat kaa mazaa aane laga

haay zindagi badli

Explore this song