Roman script

ek chhod ke duje ko pakde teeja naach nachaaye

is chakkar mein mere to koi haath na aaye

ek chhod ke duje ko pakde teeja naach nachaaye

is chakkar mein mere to koi haath na aaye

rafa dafa hai masti chahat pe kar di sakhti

tension mein dhauns khadi hai ghum hai sitti pitti

o zindagi ae aa

zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

oye zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

ek baat mein ek baat tu samajh le mera fanda

aaj raat ko sara maamla kar dunga main thanda

ek baat mein ek baat tu samajh le mera fanda

aaj raat ko sara maamla kar dunga main thanda

are ghisi piti hai yaari usme bhi makkaari

are chain vain ki waat lagi hai ghum hui sitti pitti

o zindagi ae aa

zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

oye zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

umar chadhi to dekha dekhi laga ishq da chaska

jab bhi dil mein aag lagi to haal hua hai khasta

umar chadhi to dekha dekhi laga ishq da chaska

jab bhi dil mein aag lagi to haal hua hai khasta

are kaam ho gaya re ati pyaar ho gaya peti

are chain vain ki waat lagi hai ghum hui sitti pitti

o zindagi ae aa

zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

zindagi hai 50 50 zindagi hai 50

oye zindagi hai 50 50 zindagi hai 50 zindagi hai 50

Explore this song