Roman script

chun liya hai lakho mein jise aapki wo surat hai 

meri dhadkano ki tu pehli jarurat hai 
chun liya hai lakho mein jise aapki wo surat hai 
chun liya hai lakho mein jise aapki wo surat hai 
tu meri ibadat sanam tu meri mohabbat hai 

sanso mein ha meri aankho mein rup tera rahe raat din 
ek pal o mere sathiya bolo kaise jiye tere bin 
sanso mein ha meri aankho main rup tera rahe raat din 
ek pal o mere sathiya bolo kaise jiye tere bin 
tu jo nahi kuch bhi nahi tere liye main hoo banee 
hatho main saja liya tujhe tu meri kismat hai 
meri dhadkano ki sanam tu pehli jarurat hai 
chun liya hai lakho mein jise aapki wo surat hai 
tu meri ibadat sanam tu meri mohabbat hai 
jahan jahan dekhu vahan vahan teri chahat ki parchaeyan 
tu hansi aisa laga mujhe jaisi bajti ho shahnaiyan 
jahan jahan dekho vahan vahan teri chahat ki parchaeyan 
tu hansi aisa laga mujhe jaisi bajti ho shahnaiyan 
jab tak ye sans chale tera mera sath rahe 
chen tujhe dekhkar aaye tu hi dil ki rahat hai 
tu meri ibadat sanam tu meri mohabbat hai 
chun liya hai lakho mein jise aapki wo surat hai 
meri dhadkano ki sanam tu pehli jarurat hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Bappi Lahiri, Alka Yagnik