Roman script

zameen bhi chup hai aasmaan bhi chup hai 

kisi ki duniya ujad rahi hai

bata ai maalik ye kaisi qismat jo bante-bante bigad rahi hai

maasum dil ki haan pe na keh diya kisi ne

aur bas isi bahane gham de diya kisi ne

baad-e-saba jo aayi aur phul muskaraye, phul muskaraye 

baad-e-saba jo aayi aur phul muskaraye, phul muskaraye

sahala ke zakhm mere bahala diya kisi ne

aur bas isi bahane gam de diya kisi ne

maalum kya tha hamko hai raj-o-gam ki duniyaa

raj-o-gam ki duniyaa

maalum kyaa thaa hamako hai ranj-o-gham ki duniya

ranj-o-gham ki duniya

sau-sau sitam uthaye do din ki zindagi mein

aur bas isi bahane gam de diya kisi ne

maasum dil ki haan pe na keh diya kisi ne

Explore this song