Roman script

zameen badli falak badla

jahan ka har basar badla 

na badla aaj tak majnu 

na badli ab talak laila 

haay mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana 

jamana ji

haay mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana

jamana jamana jamana ji

ae jamana ji oh jamana ji

mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana

jamana ji

mere majar par phoolo ko 

kyu chadate ho 

dabe hue ko bhala 

aur kyu dabate ho 

ye keh ke ro diya 

haay kya zamana tha 

jidhar mai dekh lu 

wo hi mera diwana tha 

wahi hai teer mera 

aur wahi nishana hai 

wo sab badal gaye 

mera wahi fasana hai 

haay kya mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana 

jamana ji

haay mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana

jamana ji

mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana 

jamana ji

mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana 

jamana ji

mohbbat na badli 

na badlegi chahe badle sara jamana 

jamana ji

Explore this song