Roman script

jab yad kiya ham aa bhi gaye

hum aa bhi aaye

jab yad kiya ham aa bhi gaye

hum aa bhi aaye

tum jhidkiya hamko dene lage

ha dene lage

ham dil me pashema hone lage

ha hone lage ha hone lage

in raz ko duniya kya jane

takdir ne apna kam kiya

in raz ko duniya kya jane

takdir ne apna kam kiya

jab yad kiya ham aa bhi gaye

hum aa bhi aaye

kuch soch ke hum khud chor bane

lab band kiye khamosh rahe

kuch soch ke hum khud chor bane

lab band kiye khamosh rahe

ha baat tumhari izzat ki

is raaz ko duniya kya jane

takdir ne apna kam kiya

jab yad kiya hum aa bhi gaye

hum aa bhi gaye

ab ek tamanna baki hai

ab ek tamanna baki hai

bas dil me tumhari yad rahe

bas dil me tumhari yad rahe

ye basti to aabad rahe

ye basti to aabad rahe

is raat ko dunia kya jane

is raat ko dunia kya jane

takdir ne apna kam kiya

jab yad kiya hum aa bhi gaye

hum aa bhi gaye hum aa bhi gaye

Explore this song