Roman script

sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila 

chhai hui thi chandni kirnon ke khatir kya mila 

nazre lgai thi chand pe milne lga tha dil zra 

dono dilo ke bich me bijli ghira ke kya mila 

sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila 

aati hui bahar ka ankho ko intzar tha 

man me lga tha aashiya tinke uda ke kya mila 

man me lga tha aashiya tinke uda ke kya mila 

sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila 

do din ki hai ye jindagi fir ye jawani kitne din 

paani ke the bulbule hamko mita ke kya mila 

paani ke the bulbule hamko mita ke kya mila 

sadmo ke badlo tumhe bewaqt aake kya mila

Explore this song