Roman script

zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

khuda ne ye dil kyun banaya, yaha jisne bhi dil lagaya

o o o sitam uspe logo ne dhaya

kisi ne na ki mehrbani, yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

ye duniya hai diwar koyi tarasta hai is par koyi

ho o o o tadapta hai us par koi

gujarati hai yun zindgani, yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

jiye pyar mein log kaise ke soni te mahiwal jaise

o o o mare doob kar dono aise

ke roya chana davi pani, yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

kabhi dil se dil mil sake na, kabhi jakhm yeh sil sake na

o o o kabhi phul yeh khil sake na

koi hukum hai asmani, yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

magar kuch bhi ho ye jamane muhabbat karenge diwane

magar kuch bhi ho ye jamane muhabbat karenge diwane

o o o rahenge ye dil ke fasane

ye duniya to hai aani jani, yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

zamane mein sabase purani yahi pyar ki hai kahani

yahi pyar ki hai kahani

Explore this song