Roman script

chura liya hai tumne jo dil ko sanam 

najar nahi churana sanam 

badal ke meri tum jindagani 

kahi badal na jana sanam 

ho le liya dil haye mera dil 

haye dil lekar mujhko na kahlana

chura liya hai tumne jo dil ko sanam

najar nahi churana sanam 

badal ke meri tum jindagani 

kahi badal na jana sanam 

bahar ban ke aau kabhi tumhari duniya me 

gujar na jaye ye din kahi isi tamnna me

bahar ban ke aau kabhi tumhari duniya me

gujar na jaye ye din kahi isi tamnna me

tum mere ho ha tum mere ho

aaj tum itna wada karte jana

chura liya chura liya tumne jo dil ko 

najar nahi churana sanam 

badal ke meri tum jindagani

kahi badal na jana sanam 

sajaunga lut kar bhi tere badan ki dali ko 

lahu jigar ka dunga hasi labo ko lali ko 

sajaunga lut kar bhi tere badan ki dali ko 

lahu jigar ka dunga hasi labo ko lali ko 

hai bata kya is jahan me 

ek din dikhala dunga main diwana

chura liya chura liya tumne jo dil ko 

najar nahi churana sanam 

badal ke meri tum jindagani 

kahi badal na jana sanam 

kiya jo tumne wada to ise nibhana tum 

pukaru jab main tum ko to kahi na jana gum

kiya jo tumne wada to ise nibhana tum 

pukaru jab main tum ko to kahi na jana gum

tum mere ho ho tum mere ho 

aaj tum itna wada karte jana

chura liya chura liya hai tumne jo dil ko 

najar nahi churana sanam 

badal ke meri tum jindagani 

kahi badal na jana sanam

Explore this song