Roman script

jamane ke malik duhai hai teri 

jamane ke malik duhai hai teri 

ki duniya ne apna chalan bech dala 

ki duniya ne apna chalan bech dala 

diye bag bag ne bulbul ko dhokhe

diye bag bag ne bulbul ko dhokhe

bahare jab aayi to chaman bech dala

duniya ne apna chalan bech dala 

mita kar har ek aarju har ek tamnna

jamne ke bajar mein laai duniya

jamne ke bajar mein laai duniya

ki ye khub saude bune jindagi ke

janaaje kharide kafan bech dala

janaaje kharide kafan bech dala

diye bag bag ne bulbul ko dhokhe

diye bag bag ne bulbul ko dhokhe

bahare jab aayi to chaman bech dala

duniya ne apna chalan bech dala 

pahas ke asiro ko majbur paake

dikhate hai saiya aaj kya kya tamashe

dikhate hai saiya aaj kya kya tamashe

kisi mast gul ki khushbu chura li

kisi gul ka najuk badan bech dala

diye bag bag ne bulbul ko dhokhe

diye bag bag ne bulbul ko dhokhe

bahare jab aayi to chaman bech dala

duniya ne apna chalan bech dala

Explore this song