Roman script

yu bekhudi se kam liya hai kabhi kabhi

yu bekhudi se kam liya hai kabhi kabhi

arse bari ko tham liya hai kabhi kabhi

maine tumhe pukara liya hai to julm kya

tumne bhi mera naam liya hai kabhi kabhi 

tumne bhi mera naam liya hai kabhi kabhi 

ab tak najar mein hai teri palke jhuki jhuki

yu bhi tera salam liya hai kabhi kabhi

yu bhi tera salam liya hai kabhi kabhi

ye inteha masti aur hind hi sabha

saki ne gamse jaam liya hai kabhi kabhi

saki ne gamse jaam liya hai kabhi kabhi

saki ne gamse jaam liya hai kabhi kabhi

Explore this song