Roman script

ye nayan dare dare, ye jam bhare bhare
jara peene do, kal ki kisko khabar 
ik raat hoke nidar mujhe jeene do
ye nayan dare dare
rang ude khushbu bikhari ek phul khila daali par 
fir phul se 
fir phul se aayi bahar tu jaane naa
ye nayan dare dare, ye jam bhare bhare
jara peene do, kal ki kisko khabar 
ik raat hoke nidar mujhe jeene do
ye nayan dare dare
koun hai jo sapna bankar rehta hai meri palko par 
koun hai jo sapna bankar rehta hai meri palko par 
shayad hai wahi
shayad hai wahi tera pyar tu maane naa 
ye nayan dare dare, ye jam bhare bhare
jara peene do, kal ki kisko khabar 
ik raat hoke nidar mujhe jeene do
ye nayan dare dare

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Kaifi Azmi, Bharat Bhushan Pant