Roman script

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye khaab kaisa dikha rahi ho

ke jaise sachmuch nigaha ke

samne khadi muskura rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye jism-e-naazuk, ye narm baahe

haseen gardan, sidol baaju

sahgufta chehra, saloni rangat

ghanera juda, siyaah gesu

nashili aankhe, rasili chitwan

daraz palke, mahin abru

tamam shokhi, tamam bijli

tamam masti, tamam jaadu

hazaaro jaadu jaga rahi ho

hazaaro jaadu jaga rahi ho

hazaaro jaadu jaga rahi ho

ye khaab kaisa dikha rahi ho

ke jaise sachmuch nighah ke

samne khadi muskura rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

nahi mohabbat ki koi kimat

jo koi kimat ada karogi

wafa ki fursad na degi duniya

hazaar azme wafa karogi

mujhe bhalne do ranjo gham se

sahare kab tak diya karogi

junu ko itna na gudgudao

pakad lu daman to kya karogi

kareeb badhti hi aa rahi ho

kareeb badhti hi aa rahi ho

kareeb badhti hi aa rahi ho

ye khaab kaisa dikha rahi ho

ke jaise sachmuch nighah ke

samne khadi muskura rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

ye kis tarah yaad aa rahi ho

Explore this song