Roman script
yeh jamin ga rahi hain, aasman ga raha hain sath mere yeh sara, jahan ga raha hai yeh jamin ga rahi hain, aasman ga raha hain sath mere yeh sara, jahan ga raha hai shaukh kaliyo ke ghunghat sarkane lage hai shaukh kaliyo ke ghunghat sarkane lage hai mast phulo ke dil bhi dhadakane lage hai yeh baharo kaa dilkash sama ga raha hai sath mere yeh sara, jahan ga raha hai yeh jamin ga rahi hain, aasman ga raha hain sath mere yeh sara, jahan ga raha hai jhumkar parbato pe ghata chha rahi hai jhumkar parbato pe ghata chha rahi hai pyar ki umar shayad karib aa rahi hai mera dil pyaar ki yeh dastan ga raha hai sath mere yeh sara, jahan ga raha hai yeh jamin ga rahi hain, aasman ga raha hain sath mere yeh sara, jahan ga raha hai bhul kar raah koyi hasin aa na jaye bhul kar raah koyi hasin aa na jaye iss jagah koyi paradanashi aa na jaye iss jagah aaj ek naujawan ga raha hai sath mere yeh sara, jahan ga raha hai yeh jamin ga rahi hain, aasman ga raha hain sath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Song details
- Singer: Amit Kumar
- Film / album: Teri Kasam (1982)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Kumar Gaurav
- Actor: Poonam Dhillon
- Actor: Girish Karnad
- Actor: Monty
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Paintal
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Birbal
- Actor: Mushtaq Merchant
- Actor: Manmouji
- Actor: Mukul Agrawal
- Actor: Padmini Kapila
- Actor: Laxmikant Kudalkar
- Actor: Ranjeeta
- Actor: Raj Kishore
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Ranjeet
- Actor: Nazima
- Actor: Jyoti Bakshi
- Actor: Kanti
Song video
actor: Poonam Dhillon, Kumar Gaurav