Roman script

ye jalwa jo dekha ya taal habibi bola 

ye jalwa jo dekha ya taal habibi bola 

mai mast gulo ka gulshan 

hai zeen mera yeh tan man 

mai mast gulo ka gulshan 

hai zeen mera yeh tan man 

yeh jalwa jo dekha ya taal habibi bola 

yeh jalwa jo dekha ya taal habibi bola 

aaya koi pyaar ka dushman 

koi yaar par daale bahe

koi ishq ka dekhe sapna

tarse tarse tarse yeh khalibali

pyaar ki mai barse yeh kabhi kabhi

tarse tarse tarse yeh khalibali

pyaar ki mai barse yeh kabhi kabhi

yeh dilwale apna le hai kal ka kisko pata

yeh jalwa jo dekha, ya taal habibi bola

taal habibi habibi taal habibi bola

chhaaya hai pyar ka sawan 

koi yaar bhare hai aahe

ye nain sharabi mere

tadpe tarse duniya ki khalibali

jaan-e-jaha hotho pe hasi hasi

tadpe tarse duniya ki khalibali

jaan-e-jaha hotho pe hasi hasi

ye deewane mastane mujhe aaj gale se laga

ye jalwa jo dekha ya taal habibi bola

ye jalwa jo dekha ya taal habibi bola

main mast gulo ka gulshan 

hai zeen mera yeh tan man

mai mast gulon ka gulshan 

hai zeen mera yeh tan man

ye jalwa jo dekha ya taal habibi bola

ye jalwa jo dekha ya taal habibi bola

Explore this song