Roman script

ye dil ki majburiyan aur ye pyase nain

uljhan ki is raat me do dil hain bechain

ye dil ki majburiyan

puch raha hain chand gagan ka hum kyu hain majbur

puch raha hain chand gagan ka hum kyu hain majbur

sath hain dono paas hain dono phir bhi kitne dur

kis dar ne kis soch ne chhina inka chain

ye dil ki majburiyan

apni manjil pe aakar bhi

kyu ye dil ghabrayein

apni manjil pe aakar bhi

kyu ye dil ghabrayein

dil ghabrayein nind na aaye

har aahat chaukaaye

anjane is desh me kaate kate na rain

ye dil ki majburiyan

pyar agar hain paas to batla

ae duniya nadan

pyar agar hain paas to batla

ae duniya nadan

tujhme aisa kya hain jispe naaj kare insaan

in aasuo ki preet me jab uljhe do nain

ye dil ki majburiyan aur ye pyase nain

ye dil ki majburiyan

Explore this song