Roman script

ye samma, samma hain ye pyar ka 

kisi ke intejar ka 

dil na chura le kahi mera 

mausam bahar ka 

ye samma, samma hain ye pyar ka 

kisi ke intejar ka 

dil na chura le kahi mera 

mausam bahar ka 

basne lage aankho me kuchh aise sapne 

basne lage aankho me kuchh aise sapne 

koi bulaye jaise naino se apane 

naino se apane

ye samma, samma hain didaar ka 

kisi ke intejar ka 

dil na chura le kahi mera 

mausam bahar ka 

milke khayalo me hi, apane balam se 

milke khayalo me hi, apane balam se 

nind gawa li apni maine kasam se 

maine kasam se 

ye samma, samma hain khumaar ka 

kisi ke intejar ka 

dil na chura le kahi mera 

mausam bahar ka 

ye samma, samma hain ye pyar ka

Explore this song