Roman script

ye raate ye rate ye mausam ye hasna hasaana ye rate

mujhe bhul jana inhe na bhulana bhulana bhulana ye rate 

ye behki nigahe ye behki nigahe ye behki adaaye

behki nigahe ye behki adaaye

ye ankho ke kajal me dubi ghataye

fiza ke fiza ke labo par fiza ke

fiza ke labo par ye chup ka fasana

mujhe bhul jana inhe na bhulana bhulana bhulana ye rate 

chaman me chaman me jo mil ke bani hai kahani

hamari muhabbat tumhari javani chaman me

ye do garm sanso ka ik sath aana

ye badli ka chalna ye bundo ki rumjhum

ye badli ka chalna ye bundo ki rumjhum

ye masti ka alam ye khoye se ham tum

tumhara tumhara mere sath ye gungunana

mujhe bhul jana inhe na bhulana bhulana bhulana ye rate

Explore this song