Roman script

ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
ye ras bhri honth teri patiya gulab ki 
ye ras bhri honth teri patiya gulab ki 
ye ankhiya dekhne lagi duniya khrab ki 
ham dil se begane dil ham se begana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
dhudhti hai tujhe meri aankhe chand tharo mein 
dhudhti hai tujhe meri aankhe chand tharo mein 
tere jesa ful koi dekha na baharo mein 
main teri hi kahani hu tum mera hi fsana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana
jane kaha manjil hai dil ae bekrar ki 
jane kaha manjil hai dil ae bekrar ki 
jaha ruk jaye wahi duniya hai pyar ki 
hai total mein hamari jawani ka zamana
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana 
tum kaho kaise na ho koi diwana 
ye pyar ka zamana ye kaisa hai zamana

Song details