Roman script

ankhiya milake jiya bharma ke

chale nahi jana ho chale nahi jana

chale nahi jana

ankhiya milake jiya bharma ke

chale nahi jana ho chale nahi jana

chale nahi jana

jaao to jane na dungi mai rasta rok lungi

jaao to jane na dungi mai rasta rok lungi

ha saiya ke paiya pad jaungi ro ro ke kahungi

ha saiya ke paiya pad jaungi ro ro ke kahungi

ankhiya milake jiya bharma ke

chale nahi jana chale nahi jana

aaho ke badle aahe lena ji daga na dena

aaho ke badle aahe lena ji daga na dena

ha nain maane na roye roye dil ye sahe na

ha nain maane na roye roye dil ye sahe na

ankhiya milake jiya bharma ke

chale nahi jana chale nahi jana

ho chale nahi jana

jane ka nam na lo raja ji dil baitha jaye

jane ka nam na lo raja ji dil baitha jaye

dekho ji dekho dukhi dil ki kare na haye

dekho ji dekho dukhi dil ki kare na haye

ankhiya milake jiya bharma ke

chale nahi jana chale nahi jana

ho chale nahi jana

Explore this song