Roman script

allah hi allah kar pyare bhai

allah hi allah

allah hi allah kar pyare bhai

allah hi allah

o thandi aahe na bhar pyare 

na bhar pyare na bhar pyare 

bhai allah hi allah 

allah hi allah kar pyare bhai

allah hi allah maula hi maula ho

o koi aisi o koi aisi rat nahi hai 

jiska hota nahi sawera

o kanto ka dukh o kanto ka dukh

jhelne wale phulo pe bhi hak hai tera

sukh de chahe dukh de data

sukh de chahe dukh de data

hans ke jholi bhar pyare bhai allah hi allah

allah hi allah kar pyare bhai 

allah hi allah maula hi maula ho

jo tere dil me khot nahi to 

apne kiye pe kyu pachhtana

bant le dard kisi ka jag me 

aur yaha se kya le jana

jab tak shaf ha dil ka shisha

jab tak shaf ha dil ka shisha

duniya se na dar pyare  bhai allah hi allah

allah hi allah kar pyare bhai

allah hi allah maula hi maula ho

o kya jane kab o kya jane kab

sapne tute ujad jaye khushiyo ka mela

aur kab ye kismat aur kab ye kismat 

chhod  de tujhko laake dorahe pe akela

kitne mod abhi hai baki 

kitne mod abhi hai baki

kisko hai ye khabar pyare bhai allah hi allah 

allah hi allah kar pyare bhai

allah hi allah maula hi maula ho

kabhi kabhi is duniya me yaro 

aise pharishte bhi aate hai 

kisi ko apna sab kuch deke

khali hath chale jate hai

jaise sukh ki chhaya deke

jaise sukh ki chhaya deke

badal jaye bikhar pyare

bhai allah hi allah 

allah hi allah kar pyare bhai

bhai allah hi allah

o thandi aahe na bhar pyare 

na bhar pyare na bhar pyare 

bhai allah hi allah 

allah hi allah kar pyare bhai

allah hi allah maula hi maula ho

Explore this song