Roman script

ye nayi nayi prit hai 
tu hi toh mera mit hai
na jane koyi sajna 
ye teri meri dastan
sama hai ye pyar ka 
naye ikrar ka
na ho koyi jaha 
bana le wahi aashiya
ye nayi nayi prit hai
najar tumse mili aise 
ke ham sharma gaye
pukara jab tere dil ne 
to phir ham aa gaye
pukara jab tere dil ne 
to phir ham aa gaye
kasam tumhe pyar ki isi ikrar ki
na jane koyi sajna 
ye teri meri dastan
sama hai ye pyar ka
nigaho hi nigaho me 
kaho kya kar diya
mere daman ko phulo se 
ye kisane bhar diya
nigaho hi nigaho me 
kaho kya kar diya
mere daman ko phulo se 
ye kisane bhar diya
chalo chal de waha 
jamin aur aasman
gale milte jaha bana le wahi aashiya
ye nayi nayi prit hai 
tu hi toh mera mit hai
na jane koyi sajana 
ye teri meri dastan
sama hai ye pyar ka naye ikrar ka
na ho koyi jaha bana le wahi aashiya
ye nayi nayi prit hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Talat Mahmood, Lata Mangeshkar

actor: Dev Anand, Geeta Bali