Roman script

ye mere hai

ye mere hai mai inki hu

ye mere hai mai inki hu

kaisa ye chitar bana ya hai

maine inko tan man jiwan me

rom rom me paya hai

maine inko tan man jiwan me

rom rom me paya hai

mere prano me bar bar

khil uthta hai arman naya

mere prano me bar bar

khil uthta hai arman naya

mai jan gaya mai man gaya

kya jan gaye kya man gaye

kis or tumhara dhyan gaya

jo chupa rahe the tum mujhse

wo bhed aaj mai jan gaya

jo chupa rahe the tum mujhse

wo bhed aaj mai jan gaya

tumne to man ke rango se

tumne to man ke rango se

pritam ka chitar banaya hai

tumne to man ke rango se

pritam ka chitar banaya hai

maine ras bhari umango se

sajan ka chitar sajaya hai

maine ras bhari umango se

sajan ka chitar sajaya hai

bas gaya tumhre naino me

ye bhavo ka maidan naya

mai jan gaya mai man gaya

mai dekh raha hu jaise jaise

chitar pura hota hai

mai dekh raha hu jaise jaise

chitar pura hota hai

samjhane par bhi bar bar

mera man dhiraj khota hai

samjhane par bhi bar bar

mera man dhiraj khota hai

tum bhula na dena kahi mujhe

tum daya ho bhagwan naya

mai jan gaya mai man gaya

Explore this song