Roman script
ye mausam rangin sama thahar zara o jaane ja tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangin sama thahar zara o jane ja tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmana ruk to mai jau jane ja mujhko hai inkar kaha tera mera mera tera pyar sanam na ban jaae afsana ye chand ye sitare kahte hai mil ke sare aaja pyar kare ye chand ye sitare kahte hai mil ke sare aaja pyar kare ye chanda bairi dekhe aise me bolo kaise ikraar kare dil me hai kuchh kuchh kahe zuban pyar yahi hai jane ja tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmana ye mausam rangin sama thahar zara o jane ja tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmana ye pyar ki lambi rahe kahti hai ye nigahe kahi dur chale ye pyar ki lambi rahe kahti hai ye nigahe kahi dur chale baithe hain ghera dale ye zalim duniya vale hame dekh jale jalta hai to jale jaha thahar zara o jane jas tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmana ruk to mai jau jane ja mujhko hai inkar kaha tera mera mera tera pyar sanam na ban jaae afsana ye mausam rangin sama thahar zara ojane ja tera mera mera tera pyar hai to phir kaisa sharmana
Song details
- Singer: Suman Kalyanpur
- Singer: Mukesh
- Film / album: Modern Girl (1961)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Gulshan Bawra
- Actor: Sayeeda Khan
- Actor: Pradeep Kumar
- Actor: Madan Puri
- Actor: Smriti Biswas
- Actor: Iftekhar
- Actor: Tun Tun
- Actor: Helen
Song video
singer: Suman Kalyanpur, Mukesh
actor: Pradeep Kumar, Smriti Biswas, Sayeeda Khan