Roman script

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

kisi ko di nigah rah chhin li

kisi ko rah di nigah chhin li

kisi ko di nigah rah chhin li

kisi ko rah di nigah chhin li

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

takdir hamse ruthi apne hue paraye

takdir hamse ruthi apne hue paraye

jane kaha chale hai jane kaha se aaye

charo taraf andhera barbadiyo ne ghera

kisi ko di nigah rah chhin li

kisi ko rah di nigah chhin li

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya

hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya

hai rat umar bhar ki andho ki jindagi kya

dil puchta hai mera hai kaun ye lutera

kisi ko di nigah rah chhin li

kisi ko rah di nigah chhin li

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

Explore this song