Roman script

ye kaisa ye kaisa aaya zamana

ye kaisa ye kaisa aaya zamana 

ye kaisa aaya zamana ye kaisa

bete ne bap ki na mani na mani

budhe ki kadar na jani na jani

bete ne bap ki na mani, budhe ki kadar na jani

ye meri aap biti hai kisi film ki nahi kahani

ye kaisa ye kaisa aaya zamana

ye kaisa ye kaisa aaya zamana 

kaisi hai ulti khopdi dekho

jaise hi mili nokri dekho

shadi shuda, shadi shuda hoke besharam

ghar me le aaya chokri

ye kaisa ye kaisa aaya zamana ye kaisa 

are me bechara ja raha tha rashte pe wo thi khadi

are me bechara ja raha tha rashte pe wo thi khadi

na me raja na wo rani, wo mere piche padi

you tell me what to do i dont know

you tell me what to do 

you tell me what to do i dont know

you tell me what to do 

chand pe dunia pahuchi hai tum abhi tak ho niche

subah sabere jag ke pad gaye mere piche

chand pe dunia pahuchi hai tum abhi tak ho niche

subah sabere jag ke pad gaye mere piche

maf karo nahi, maf karo nahi ji, mushkil badi aa padi

na me raja na wo rani, wo mere piche padi

you i dont khow, you me kya bolu ji

you tell me i dont khow

you tell me, me kya bolu ji

Explore this song