Roman script

ye kahe chaandani raat

suna do apne dil ki baat

aayi rut mastaani 

aayi rut mastaani 

mohe kahte aaye laaj

kisi ki do aankho ne aaj

kah di pyaar ki kahaani

kah di pyaar ki kahaani

koyi naye taraane laaya

koyi khwaab suhaane laaya 

koyi naye taraane laaya

koyi khwaab suhaane laaya 

ab tak naa sune kaano ne

aise afsaane laaya, aise afsaane laaya

is dil me basaayi aag

kiya ye suna ghar aabaad

teri badi meharbaani, teri badi meharbaani

ye kahe chaandani raat

suna do apne dil ki baat

aayi rut mastaani 

aayi rut mastaani 

dil  sari baate jaane

jaane fir bhi na maane

dil  sari baate jaane

jaane fir bhi na maane

main puchu naam piya ka

ye sau sau kare bahaane, ye sau sau kare bahaane

ab ulti sikhi reet

main apni haar ko samjhi jeet

dekho preet diwani, dekho preet diwani

ye kahe chaandani raat

suna do apne dil ki baat

aayi rut mastaani 

aayi rut mastaani

Explore this song