Roman script

mehsoos khudko tere bina maine kabhi kiya nahi

tu kya jaane lamha koi maine kabhi jiya nahi

ab jo mile hai to shikve gile na ho

bas ishq ho bas ishq ho

ab jo hanse hai to aansu koi na ho

bas ishq ho bas ishq ho

ye junoon mera mujhe le jaaye kaha, kaha

rab tujh me ab pa raha hu main yaha, yaha

ab jee lu teri hi aankho me ye jaha, jaha

tu gaya to roya tha sang mere aasma, aasma

yaado me raha tujhse ho kar main juda

ab tanha mujhe na chhod na

khwabo ne kaha chehre se ab ye mere

ye nazre kabhi na modna

ab jo mile hai to shikve gile na ho

bas ishq ho

phir se kareeb aa mere naseeb aa

hai ye dua hai ye dua

dil ne mere kaha tera rahu sada

hai ye dua hai ye dua

ye junoon mera mujhe le jaaye kaha, kaha

rab tujh me ab pa raha hu main yaha, yaha

ab jee lu teri hi aankho me ye jaha, jaha

tu gaya to roya tha sang mere aasma, aasma

Explore this song