Roman script

aa aa aa aa 

jis raah par chal diye hai wo le jaaye kahan 

dil ki ye pukaar hai naa hona khafa 

to phir kyu ye duriya 

to phir kyu ye faasle 

yaade jiya tadapaaye 

in aankho me nind naa aaye  

ki ye man ho tadapata jaaye 

ki ye man ho tadapata jaaye 

duriya majburiya roke kyun mujhe

jaan le ye duniya mai naa bbhulu use 

wo ek aas banti jaaye 

ye pyaas badhati jaaye  

yaade jiya tadapaaye 

in aankho me nind naa aaye  

ye man tadapta jaaye 

ye man tadapta jaaye

Explore this song