Roman script

ye jag matlab ka hai dera

ye jag matlab ka hai dera

kya kehta mera mera

kya kehta mera mera

ye jag matlab ka hai dera

sangh sanghaati sukh ke saathi

jhuthi mamta maaya

sangh sanghaati sukh ke saathi

jhuthi mamta maaya

chaar dino ki hai ye duniya

murakh kyu bharmaya

chaar dino ki hai ye duniya

murakh kyu bharmaya

baandh kamariya

baandh kamariya bhor bhayi ab

dur tera hai basera

panchhi dur tera hai basera

ye jag matlab ka hai dera

ye jag matlab ka hai dera

pinjare me ek tota aaya

pinjare me ek tota aaya

usne dera waha jamaya

usne dera waha jamaya

pinjare me ek tota aaya

pinjare me ek tota aaya

tej hawa ka jhonka aaya

jisne pinjra tod giraya

tej hawa ka jhonka aaya

jisne pinjra tod giraya

ye jag matlab ka hai dera

ye jag matlab ka hai dera

Explore this song