Roman script

ye log jo hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain 

ye log jo hijr mein deewar-o-dar ko dekhte hain

kabhi sabaa ko kabhi namavar ko dekhte hain

kabhi sabaa ko

wo aaye ghar mein hamare 

khuda ki kudrat hain

kabhi hum unko kabhi

apne ghar ko dekhte hain

kabhi hum unko kabhi

apne ghar ko dekhte hain

kabhi hum unko

najar lage na kahi najar lage na kahi

unke dast-o-baaju ko

ye log kyu mere

ye log kyu mere jakhm-e-jigar ko dekhte hain

ye log kyu mere jakhm-e-jigar ko dekhte hain

ye log kyu mere

Explore this song