Roman script

mumbai amchi mumbai

mumbai amchi mumbai

kuch khoya nahi, hamne hain paaya

ye hai mumbai, shaher ki maya

kuch khoya nahi, hamne hain paaya

ye hai mumbai, shaher ki maya

gaaon gaaon se bande aate

shaher me aa bas jaaten

gaaon gaaon se bande aate

shaher me aa bas jaaten

mumbai shaher ki ye maaya

neerali neerali

kuch khoya nahi, hamne hain paaya

ye hai mumbai, shaher ki maya

mumba devi se nikale

maha lakshmi, mandir pahuche

haaji ali dargah pe

aake sadgaye karte

laal bag ka raja

dhoom dhaam se nikala

ganpati baapa moriya

ganpati baapa moriya

bhakt gano ke sang sang 

chaupati aa pahucha

navratri ka dandaiya

deewali ki aatish baaji

congetulation all off

the relagion mix mumbai

a wondarfull place

mumbai global mumbai 

mumbai hamari mumbai

mumbai hamari mumbai

mumbai aapani mumbai

mumbai amchi mumbai

duniya bhar ke jhamele

mumbai shaher me jhele

hindu muslim jhagade

hote yaha par lafaden

aatankiyon ne sheher ko, banaya nishana

huyi mumbai police chaukani

di omle ne kurbaani

dushman ko dhar dabocha

kaaragar me pahuchaya

der se hi sahi lekin, faansi to de daali 

kuch khoya nahi, humne hai paaya

ye hai mumbai, shaher ki maya

bambe ka hollywood

mumbai ka bollywood

abhineta ban gaya neta

adbhut inki ghatha

ye hain sheher rangin, sapno ka sapno ka

kuch khoya nahi, hamne hain paaya

ye hai mumbai, shaher ki maya

gali gali maidano me, bachchen criket khele

haaji sunil sachin, desh ke liye hi khele

ye hain sheher satrangin, mela sapno ka

sapno ka sapno ka sapno ka

mumbai global mumbai 

mumbai hamari mumbai

mumbai hamari mumbai

mumbai aapani mumbai

mumbai amchi mumbai

Explore this song