Roman script

koi bhi to jaane na, jaane na 

koi bhi to maane na, maane na 

mushkil badi hai saara jamaana

mujhe lage hai aaj

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

koi bhi to jaane na, jaane na 

koi bhi to maane na, maane na 

mushkil badi hai saara jamaana

mujhe lage hai aaj 

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

saanse thami hai sahmi jami hai 

sahama hai aasmaan

kisko pata tha khilti kali ko 

lutega baagbaan 

najar farebi kaatil adaaye 

dushman hai saare yaar 

sach kah raha hu ab tum kisi pe 

karna na aitabaar

samjha kisi ne ab tak jise na

ye to hai wo hi raaj 

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz 

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

shaame gulaabi raate sharaabi

mahfil jawaan hai 

kaise sunaaye apni kahaani

dil bejubaan hai 

koi jala hai koi bujha hai

koi udaas hai 

mujhko pata hai sabko jahaan me

daulat ki pyaas hai 

jaalim koi hai, koi shikaari

koi hai dhokhebaaj  

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

koi bhi to jaane na, jaane na 

koi bhi to maane na, maane na 

mushkil badi hai saara jamaana

mujhe lage hai aaj 

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

jaalsaaz jaalsaaz jaalsaaz

Explore this song